Karbala
Hussain, Ya Hussain Ya Hussain Ya Husain
Syeda ka ladila bay jurm o bay khata
Hay Mara gaya
Qasim ka Akbar ka Ghazi ka Asghar ka
Dete hain sub Pursa
Ya sahib uz zaman
Woh jo Lahoo Lahoo hay Khaliq ki abroo hay
Aay Shah e Karbala Mahshar talak Khuda Mamnooon hay tera
Tou Haq ka
rahbar hay
Nabiyoon say barah kar hay
Teeray hi sadqay main
Baki hay yeh jehan
Sehme huee Masooma
Piyaasi hay woh Hazeena
Daiti rahi Sada
Gohar meeray Chinay
Daman Bhi jal Gaya
Sona yeh
sehra me
Aay Baba Jungle main
Yeh Dukhiya Maqtal main
Dhoonday Tujhain kahan.
Baba ko Rooney wali Seenay pay soonay Wali
Aab Sari Zindagee
Baba ko roway gee
Kaisay woh sooay gee (2)
Ghabra kar
Khaimoo say
Nikalay gee
Piyaasee woh
Dhoonday gee
Baba ko
Lashoon ke darmiyan
4. Bus aay Mohib yeh Matam
Bibi ki Arzoo hay
Jo apnay Bhai ko
Run main na ro Saki
Aay binte murtaza (2)
Qasim ka
Akbar ka
Syeda ke dilbar ko
Ditay hain
Yeh Pursa
Yeh teeray Noha khaun
5. Bibi ko bas ye ghum hai
Is baat ka alam hai
Bur khaak nehnawa
Syeda ke laal ka
Lasha para raha (2)
Bibi ko
Yaad aaee
Bhai ki
Tanhaayi
Jub run se
Jaana ta
Pyaaso ka karavan
6. Baday Hussain Bibi
Shabbir bangayee hai
Jab khaime jalgayee
Lashe pe bhai ke
Humsheer ne kaha (2)
Ummat ne
Ye tuj se
Wada hai
Bibi ka
Ye tere
Qurbaani
Hogi na rahe khaar