Mola Abbas asws
Jisne Abbas ka hai bhar ke alam thaam liya
Uska Haider ki tarha
Ghazi ne har kaam kiya
Paak bibi ki duwaao ka hai Ghazi tu asar
Bhai Hasnain ka
Haider ka hai tu noore nazar
Tujhko Allah ha ne
Ghazi hai ye inaam diya
Hai sare arsh bhi
Lehra tha jari ka ye alam
Saya jispe ye kare
Usko rahe koi na ghum
Naam Abbas ka
Maine hai subho shaam liya
Saaray alam mai na us
Jaisa wafa daar huwa
Khud haya kehti hai
na aisa haya daar huwa
Ghazi abbas sai
Roshan hai wafa ka ye diya