Shazada Ali Akbar asws
Karbala mai akhiri
Azan jab Akbar ne di
Sun Madina mai bhi dukhtar
E Hussain ibne Ali
Chen aatha hi nahi roti
Hi rehti ghumzada
Lout aa Akbar mai kab se
Muntazir hou aap ki
aap ke nakhshe kadam ko
Dekh kar zinda hou mai
Jab talak hai zindagi in
Ko rahoungi chumti
Ma se jab lene ijazat
Aye humshakale Rasool
Parda daaro ke liye thi
Wo qayamat ki ghari
Tor kar barchee ka phal
Kehta tha wo sung dil hazeen
Ab nikale ga isse
Akar Hussain ibne Ali
Ehle dil se puchta hou
De mujhe sarvar jawab
Baad Akbar ke thi umma
Kistarha zinda rahi