Safar to Karbala
Teri lehed per
Chirag-e-akhir,
Jala raha hun
Mai jaa raha hun
Ye mahmilon' pai abhi se laashe (2)
Utta raha hun main jaa raha hun
1) jawan-e-Akbar, sagheer-e-Asgher, yateem Qasim
Ye mera Ghazi (2)
Tumarahi deen pe, kamayee sari, lutta raha hun main jaa raha hun
2) Mujaavari ko hai chorri Dhukiya, ke hubahu hai woh shakl-e-Syeda
Main Shaamiyo ki, nazar se usko, bacha raha hun main jaa raha hun
3) Hai aik manzar meri nazar main, kinaray dajla ke pyasa sehra
Mai khoon-e-Asgher, se pyaas uski,
bhuja raha hun
main jaa raha hun
4) Khaleel yeh hosala bhi dekhain, Hussain ka Karbela main aaker
Main kaisai apnay jawaan ka laasha, utha raha hun main jaa raha hun
5) Yeh sheh nai ro ker kaha Masooma, na phir millay ga tumhay yeh seena
Tumhay main tanha, ?? main sona, sikha raha hun main jaa raha hun
6) Vo aik mushkil kusha ki beti musibato ki jo maa banaygee
Mai saat uskay taalashay maqtal ko jaa raha hoo mai jara hou
8) Agar ho mumkin tou roazay ashur
Aa na karbobala mai nana
Dhekaounnga mai
Jawa ka lasha
Utah raha hou mai ja raha hoon